Ginnii,
I know maine galti ki hai. Mere words galat the, aur us waqt galti meri hi thi. Pata nahi maine woh sab kyun kaha.
Mujhe ek baat samajh aa gayi hai ki har baar har sach bolna zaroori nahi hota. Kabhi-kabhi main bahut bold ho jaata hoon aur bina soche kuch keh deta hoon, jo mujhe nahi karna chahiye.
Main apni is aadat par dhyan dunga aur koshish karunga ki aage se aisa dobara na ho.
I genuinely mean it when I say I'm sorry.
Please mujhe maaf kar do. 🥺❤️🩹